Ahmad Faraz Shayari | अहमद फ़राज़ शायरी

अहमद फ़राज़ साहब उर्दू शायरी के एक जाने माने नाम है ahmed faraz shayari में सबसे खास बात बात उनकी बेबाक लेखनी है। Ahmad Faraz साहब पाकिस्तान के बड़े उर्दू शायरों में से एक है लेकिन उनकी shayari भारत सहित सभी उर्दू और हिंदी भाषी मुल्को में काफी पसंद की जाती है

Faraz साहब का जन्म 14 जनवरी 1931 को पाकिस्तान के नौशेरा में हुआ था. इनके बचपन नाम सैयद अहमद शाह था. अहमद फराज साहब का निधन 25 अगस्त 2008 को हो गया लेकिन उनकी रचनाये जब तक ये जहां है जिन्दा रहेंगी।

Hindi Hain Hum आज आपके लिए लाया है ahmad faraz shayari in hindi और ahmed faraz poetry का एक जबरदस्त कलेक्शन जो सभी Shayari Lovers को खूब पसंद आएगा खास तौर पर उन्हें जो फ़राज़ साहब के फैन है और जो नहीं है ये पढ़ने के बाद फ़राज़ साहब के जबरा फैन हो जायेंगे।

 


ahmed faraz shayari

ahmed faraz shayari
ahmed faraz shayari

 

रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आ,
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आ.

ranjish hee sahee dil hee dukhaane ke lie aa,
aa phir se mujhe chhod ke jaane ke lie aa.

 


 

आँखों में हया हो तो पर्दा दिल का ही काफी है,
नहीं तो नकाबों से भी होते हैं इशारे मोहब्बत के.

aankhon mein haya ho to parda dil ka hee kaaphee hai,
nahin to nakaabon se bhee hote hain ishaare mohabbat ke.

 


 

वो शख्स जो कहता था तू न मिला तो मर जाऊंगा
वो आज भी जिंदा है यही बात किसी और से कहने के लिए.

Wo Shakhas Jo Kehta Tha Tu Na Mila To Marr Jaunga
Wo Aaj Bhi Zinda Hai Yahi Baat Kise Aur Se Kahne Ke Liye.

 


ahmad faraz shayari in hindi

ahmad faraz shayari in hindi
ahmad faraz shayari in hindi

 

एक नफरत ही नहीं दुनिया में दर्द का सबब फ़राज़
मोहब्बत भी सकूँ वालों को बड़ी तकलीफ़ देती है.

ek napharat hee nahin duniya mein dard ka sabab faraz
mohabbat bhee sakoon vaalon ko badee takaleef detee hai.

 


 

एक नफरत ही नहीं दुनिया में दर्द का सबब फ़राज़
मोहब्बत भी सकूँ वालों को बड़ी तकलीफ़ देती है.

Ek Nafrat Hi Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab Faraz
Mohabbat Bhi Sakoon Walon Ko Badi Taklif Deti Hai.

 


 

तुम्हारी दुनिया में हम जैसे हजारों हैं “फ़राज़”
हम ही पागल थे जो तुम्हे पा के इतराने लगे.

Tumhari Duniya Me Ham Jaise Hazaron Hai “Faraz”
Hum Hi Pagal The Jo Tumhe Pa Ke Itraane Lage

 


ahmad faraz ghazal

ghazal of ahmad faraz
ghazal of ahmad faraz

 

लोग तो मजबूर हैं मरेंगे पत्थर, फ़राज़…
क्यूँ न हम शीशों से कह दें टूटा न करें।

Log To Majboor Hain Maarenge Patthar,Faraz…
Kyun Na Hum Sheeshon Se Keh Dein Toota Na Karein.

 


 

मेरे सब्र की इन्तेहाँ क्या पूछते हो फ़राज़,
वो मेरे सामने रो रहा है किसी और के लिए।

Mere Sabr Ki Intehaan Kya Poochhte Ho Faraz,
Wo Mere Saamne Ro Raha Hai Kisi Aur Ke Liye.

 


 

कितना आसाँ था तेरे हिज्र में मरना जाना,
फिर भी इक उम्र लगी जान से जाते-जाते।

Kitna Aasaan Tha Tere Hijr Mein Marna Janaa,
Fir Bhi Ek Umr Lagi Jaan Se Jaate Jaate.

 


urdu poetry ahmed faraz

urdu poetry ahmed faraz
urdu poetry ahmed faraz

 

अपने ही होते हैं जो दिल पे वार करते हैं फ़राज़
वरना गैरों को क्या ख़बर की दिल की जगह कौन सी है.

Apne Hi Hote Hai Jo Dil Pe Waar Karte Hai Faraz,
Warna Gairon Ko Kya Khabar Ki Dil Ki Jagah Kaun Si Hai.

 


 

माना कि तुम गुफ़्तगू के फन में माहिर हो फ़राज़
वफ़ा के लफ्ज़ पे अटको तो हमें याद कर लेना

Mana Ki Tum Guftgoo Ke Fan Mein Mahir Ho Faraz
Wafa Ke Lafz Pe Atako ToHumein Yaadn Kar Lena.

 


 

मेरे जज़्बात से वाकिफ है मेरा कलम फ़राज़,
मैं प्यार लिखूं तो तेरा नाम लिख जाता है।

Mere Jazbaat Se Waqif Hai Mera Qalam Faraz,
Main Pyaar Likhoon To Tera Naam Likh Jata Hai.

 


ahmed faraz poetry

ahmed faraz poetry
ahmed faraz poetry

 

बच न सका ख़ुदा भी मुहब्बत के तकाज़ों से फ़राज़
एक महबूब की खातिर सारा जहाँ बना डाला.

Bach Na Saka Khuda Bhi Muhabbat Ke Takaazon Se Faraz
Ek Mahboob Ki Khatir Sara Jahan Bana Dala.

 


 

उस शख्स से बस इतना सा ताल्लुक़ है फ़राज़
वो परेशां हो तो हमें नींद नहीं आती.

Us Shakhs Se Bas Itna Sa Talluk Hai Faraz
Wo Pareshan Ho To Humein Neend Nahin Aati.

 


 

कोई मुन्तजिर है उसका कितनी शिद्दत से फ़राज़,
वो जानता है मगर अनजान बना रहता है।

Koyi Muntazir Hai Uska Kitni Shiddat Se Faraz,
Wo Janta Hai Magar Anjaan Bana Rehta Hai.

 


2 line shayari of ahmad faraz

2 line shayari of ahmad faraz
2 line shayari of ahmad faraz

 

इस तरह गौर से मत देख मेरा हाथ ऐ फ़राज़
इन लकीरों में हसरतों के सिवा कुछ भी नहीं.

Is Tarah Gaur Se Mat Dekh Mera Haath Ae Faraz
In Laqiron Mein Hasraton Ke Siwa Kuch Bhi Nahi.

 


 

क्यों उलझता रहता है तू लोगों से फ़राज़,
जरूरी तो नहीं वो चेहरा सभी को प्यारा लगे।

Kyu Ulajhta Rehta Hai Tu Logon Se Faraz,
Jaruri To Nahi Wo Chehra Sabhi Ko Payara Lage.

 


 

वो रोज़ देखता है डूबे हुए सूरज को फ़राज़
काश मैं भी किसी शाम का मंज़र होता.

Wo Roz Dekhta Hai Dube Hue Suraj Ko Faraz
Kaash Main Bhi Kisi Sham Ka Manzar Hota.

 


ahmad faraz poetry in hindi

hindi poetry of ahmad faraz
hindi poetry of ahmad faraz

 

किस किस को बताएँगे जुदाई का सबब हम,
तू मुझसे खफा है तो ज़माने के लिए आ।

Kis-Kis Ko Bataynge Judai Ka Sabab Hum,
Tu Mujhse Khafa Hai To Zamane Ke Liye Aa.

 


दीवार क्या गिरी मेरे कच्चे मकान की फ़राज़
लोगों ने मेरे घर से रास्ते बना लिए.

Deewar Kya Giri Mere Kachche Makan Ki Faraz
Logon Ne Mere Ghar Se Raste Bana Liye.

 


 

तुम तकल्लुफ को भी इख्लास समझते हो फ़राज़,
दोस्त होता नहीं हर हाथ मिलाने वाला।

Tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjhte Ho Faraz,
Dost Hota Nahi Har Haath Milaane Waala.

 


ahmad faraz poetry in urdu

ahmad faraz poetry in urdu
ahmad faraz poetry in urdu

 

दोस्ती अपनी भी असर रखती है फ़राज़
बहुत याद आएँगे ज़रा भूल कर तो देखो.

Dosti Apni Bhi Asar Rakhti Hai Faraz
Bahut Yaad Aayenge Jara Bhool Ke Dekho.

 


 

आने लगी थी उसकी ज़बीं पर शिकन फ़राज़,
इज़हार-ए-इश्क़ करके मुकरना पड़ा मुझे।

Aane Lagi Thi Uski Jabeen Par Shikan Faraz,
Izhaar-e-Ishq Karke Mukarna Pada Mujhe.

 


 

फुर्सत मिले तो कभी हमें भी याद कर लेना फ़राज़
बड़ी पुर रौनक होती हैं यादें हम फकीरों की.

Fursat Mile To Kabhi Hamein Bhi Yaad Kar Lena Faraz
Badi Pur Raunak Hoti Hai Yaadein Hum Faqiron Ki.

 


faraz poetry | faraz shayari

faraz poetry | faraz shayari
faraz poetry | faraz shayari

 

अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें

ab ke ham bichhade to shaayad kabhee khvaabon mein milen
jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein milen

 


 

इस दफा तो बारिशें रूकती ही नहीं फ़राज़,
हमने आँसू क्या पिए सारे मौसम रो पड़े।

Iss Dafa To Barishein Rukti Hi Nahin Faraz,
Humne Aansoo Kya Piye Saare Mausam Ro Pade.

 


एक पल जो तुझे भूलने का सोचता हूँ फ़राज़
मेरी साँसें मेरी तकदीर से उलझ जाती हैं.

Ek Pal Jo Tujhe Bhoolane Ka Sochata Hun Faraz
Meri Saanse Meri Taqdir Se Ulajh Jati Hai.

 


faraz poetry in urdu

faraz poetry in urdu
faraz poetry in urdu

 

इन बारिशों से दोस्ती अच्छी नहीं फराज,
कच्चा तेरा मकाँ है कुछ तो ख्याल कर।

In Baarishon Se Dosti Achchhi Nahi Faraz,
Kachcha Tera Makaan Hai Kuchh To Khayal Kar.

 


 

मोहब्बत के अंदाज़ जुदा होते हैं फ़राज़
किसी ने टूट के चाहा और कोई चाह के टूट गया.

Mohabbat Ke Andaz Juda Hote Hain Faraz
Kisi Ne Toot Ke Chaaha Aur Koi Chaah Ke Toot Gaya.

 


 

कांच की तरह होते हैं गरीबों के दिल फ़राज़
कभी टूट जाते हैं तो कभी तोड़ दिए जाते हैं.

Kaanch Ki Tarah Hote Hain Gareebon Ke Dil Faraz
Kabhi Tut Jaate Hain To Kabhi Tod Diye JaateHain.

 


Hindi shayari | Urdu shayari

Hindi shayari | Urdu shayari
Hindi shayari | Urdu shayari

here is hindi hain hum collection of 2 line shayari, hindi shayari, urdu shayari, ahmad faraz rekhta, faraz poetry in urdu, tanhā tanhā ahmad faraz, faraz ahmed shayari, ahmad faraz shayari in urdu, faraz ahmad shayari, ahmad faraz in hindi, ahmed faraz poetry in hindi, ahmad faraz 2 line shayari, ahmad faraz poetry, faraz poetry and many more.

WASIM BARELVI SHAYARI | वसीम बरेलवी के बेहतरीन शेर
ALLAMA IQBAL SHAYARI | IQBAL SHAYARI | IQBAL POETRY
MIRZA GHALIB SHAYARI IN HINDI
RAHAT INDORI HINDI SHAYARI COLLECTION
शायरी का खजाना है ये 4 साल की बच्ची सुनकर इससे प्यार हो जाएगा आपको Video

 

Related Posts